Sunday, November 26, 2006

Mere Khawabo me us ka ana

Woh Apni hai ya begani Acha Lagta hai


Do pal us kay Saath Bitana Acha Lagta hai


Roz Bahane ker ke Jana Acha Lagtha hai


Ik Jalak bhi uski pana Acha lagtha hai


Kahne ko jab chahoon Haan kar degi wo


Lekin phir be uska na Acha lagtha hai


Uski Baat kuch Alag hai mujh ko kuch bhi kah lay


Aashiq , pagal ya Deewana Acha Lagta hai


Usko Log sharma kahte hain muskati hai wo


Mujh ko kehte hai parwana Acha lagta hai


Rishta hai na jane mera us say kia


Mere Khawabo me bhi uska Aana Acha lagta hai

No comments:

Post a Comment

1 Arbi Bathroom Me

1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha, PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara, logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room me T...