Aankhon Ko Ho Sakay To Zara Ashkbaar Rakh
Paiwastah Rah Shajar Se Ummeed-E-Bahar Rakh
Gham Se Jo Hai T-Alluq Usay Ustwaar Rakh
Rakhna Hi Hai Agar To Dil-E-Sogwaar Rakh
Sarchashma Terey Dil Main Muhabbat Ka Hai Agar
Sookhay Har Aik Hont Pe Aansoo Ki Dhaar Rakh
Aiy Maut Zindagi Ka Abhi Haath Main Hai Haath
Thamoonga Tera Haath Bhi, Tu Aitbaar Rakh
Wednesday, November 8, 2006
Aankhon Ko Ho Sakay To Zara Ashkbaar Rakh
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 Arbi Bathroom Me
1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha, PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara, logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room me T...
-
1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha, PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara, logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room me T...
-
Hadis Sharif 1.Raat ka Khana na chhoro chahe 1 methi khajoor Q na ho, Q k raat ka khana chhorna admi ko zaeef kar deta hai (IBN-e-MAJA) 2-Kh...
-
I’m not just bombs, poverty &corruption. I’m Edhi’s philanthropy. I’m AQ Khan’s brilliance. I’m Afridi’s exuberance. I’m Miandad’s six. ...
No comments:
Post a Comment