Friday, February 25, 2011

Zindagi k safar mein

Zindagi k safar mein koi bhi rasta nahi deta,
zameen wakif nahi banti falak saya nahi deta,
khushi or dukh k mosam sub k apne apne hoty hain,
kisi ko apne hissay ka koi lamha nahi deta,
udasi jis k dil mein ho usi ki nend urti hai,
ksi ko apni ankhon se koi sapna nahi deta,
uthana khud hi parta hai thaka toota badan apna,
k jub tak saans chalti hia koi kandha nahi deta…

No comments:

Post a Comment

1 Arbi Bathroom Me

1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha, PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara, logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room me T...