Ik umar ke baad us ko dekha,
Aankhon mein sawaal they hazaaron,
Honton pe magar wohi tabasum,
Chehrey pe likhi huyi udaasi,
Lehjey mein magar balaa ka thehrao,
Awaaz main goonjti judai,
Baanhen thi magar wisaal-e-samaan,
Simtti huyi baazuyon mein,
Taa’der mein sochti rahi thi,
Kis abr-e-gurez paa ki tarah,
Main kis shajar se katt gayi thi,
Kis chaaon ko tark kar diya tha,
Main us ke galey lagi huyi thi,
Woh ponchh raha tha mere aansu,
Lekin barri dair ho chuki thi..
Tuesday, January 2, 2007
Aankhon mein sawaal
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 Arbi Bathroom Me
1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha, PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara, logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room me T...
-
In Memory Of The 90s When The Most Popular Games Were Chupan Chupai, Baraf Pani & Oonch Neech When The Best Delights Were Polka Popcorns...
-
Hamesha Sath Rehne Ki Adat Kuch Nahi Hoti….. Jo Lamhey Mil jayein Jee Lo, Riyazat Kuch Nahi Hoti….. Jise Mehromiyan Mili Hon, Wohi Jan Sakta...
-
How To Make A Wife Happy ?? . Its not so difficult. Here are Some Tips: Just be a Good: 1. Friend 2. Companion 3. Lover 4. Chef 5. Electrici...
No comments:
Post a Comment